Subh k ujalon mein,
3 posters
Page 1 of 1
Subh k ujalon mein,
Subh k ujalon mein,
Jab bhi aankh khulti hai,
Mein terey khayalon se,
......
Ayteraz karne ka,
Ehad kar k uthta hon,
Yun hi bekhayali mein,
Jab wasi ka koi,
Shair gungunata hon,
Rooh jag uthti hai,
Dil sukoon pata hai,
Lekin us k sheron par,
Jab bhi ghor karta hon,
Mujh ko aisa lagta hai,
Wo sitam gazeeda bhi,
Apni sari ghazlo mein,
Tera ziker karta hai,
Main tere khayalon se,
Sar jhatak k uthta hon,
Tez tez qadmon se,
Bahir ko nikalta hon,
Pur-hujoom galiyon mein,
Har jaga dukano par,
Beqarar phirta hon,
Tujh ko bhool jata hon,
Be-neyaz lamho mein,
Jab koi pari-paikar,
Paas se guzarti hai,
Mera dill machalta hai,
Zor se dharakta hai,
Aur wo pari-paikar,
Tera aks lagti hai,
Phir wohi teri yadein,
Phir shikast khata hon,
Aur teri yadon se,
Door bhag janey ko,
Sabz-posh baghon mein,
Sair ko nikalta hon,
Sabz sabz chadar par,
Sar jhukaye chalta hon,
Beshumar phoolo k,
Rang aur khushbu se,
Dil zara behelta hai,
Phir kahin darakhto k,
Pur sukoon saye mein,
Pyar karne walo ko,
Pur khumar lehje mein,
Hamkalam pata hon,
Phir teri qurbat mein,
Kat chuky haseen lamhy,
Mujh ko yad aaty hain,
Phir shikast hoti hai..
Aur mein thaka hara,
Ghar ko lot aata hon,
Shaam k andhery mein,
Jab shab taraaz hoty hain,
Aur mera akela pan,
Sooney sooney bister par,
Phir se teri yadon ki,
Chadarain bichata hai,
Tab mere iraady bhi,
Haar man letey hein,
Main tere khayalon ko,
Orhna banata hon,
Roz shikast khata hon..
Roz shikast khata hon..!!
Jab bhi aankh khulti hai,
Mein terey khayalon se,
......
Ayteraz karne ka,
Ehad kar k uthta hon,
Yun hi bekhayali mein,
Jab wasi ka koi,
Shair gungunata hon,
Rooh jag uthti hai,
Dil sukoon pata hai,
Lekin us k sheron par,
Jab bhi ghor karta hon,
Mujh ko aisa lagta hai,
Wo sitam gazeeda bhi,
Apni sari ghazlo mein,
Tera ziker karta hai,
Main tere khayalon se,
Sar jhatak k uthta hon,
Tez tez qadmon se,
Bahir ko nikalta hon,
Pur-hujoom galiyon mein,
Har jaga dukano par,
Beqarar phirta hon,
Tujh ko bhool jata hon,
Be-neyaz lamho mein,
Jab koi pari-paikar,
Paas se guzarti hai,
Mera dill machalta hai,
Zor se dharakta hai,
Aur wo pari-paikar,
Tera aks lagti hai,
Phir wohi teri yadein,
Phir shikast khata hon,
Aur teri yadon se,
Door bhag janey ko,
Sabz-posh baghon mein,
Sair ko nikalta hon,
Sabz sabz chadar par,
Sar jhukaye chalta hon,
Beshumar phoolo k,
Rang aur khushbu se,
Dil zara behelta hai,
Phir kahin darakhto k,
Pur sukoon saye mein,
Pyar karne walo ko,
Pur khumar lehje mein,
Hamkalam pata hon,
Phir teri qurbat mein,
Kat chuky haseen lamhy,
Mujh ko yad aaty hain,
Phir shikast hoti hai..
Aur mein thaka hara,
Ghar ko lot aata hon,
Shaam k andhery mein,
Jab shab taraaz hoty hain,
Aur mera akela pan,
Sooney sooney bister par,
Phir se teri yadon ki,
Chadarain bichata hai,
Tab mere iraady bhi,
Haar man letey hein,
Main tere khayalon ko,
Orhna banata hon,
Roz shikast khata hon..
Roz shikast khata hon..!!
Tanha.dil- FORUMPK MEMBER
- Posts : 145
Join date : 2011-04-16
Age : 38
Location : Lahore
anaarkali2011- JUNIOR MEMBER
- Posts : 81
Join date : 2011-03-05
Age : 37
Location : Faisalabad-Pakistan
Re: Subh k ujalon mein,
Thanks For Liking....
Tanha.dil- FORUMPK MEMBER
- Posts : 145
Join date : 2011-04-16
Age : 38
Location : Lahore
Similar topics
» $$$Mukhlis thy hum Mohabbat mein$$$
» Jo Gaye DinOn Mein Naseeb Thien
» Marne ka tire Gham meiN iradah bhi nahiiN hai
» Zindgi mein to sabhi pyar kia karte hain...Qateel Shifai |
» Jo Gaye DinOn Mein Naseeb Thien
» Marne ka tire Gham meiN iradah bhi nahiiN hai
» Zindgi mein to sabhi pyar kia karte hain...Qateel Shifai |
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|