first page of my diary...
2 posters
Page 1 of 1
first page of my diary...
ab keh tajdeed-e-wafa ka nahein imkan janan
yad kya tujh ko dilain tera paiman janan
...yunhi mausam ki ada daikh k yad aya hay
kis qadar jald badal jatey hen insan janan
dil yeh kehta hey keh shayad ho fasurda tu bhi
dil ki kya baat karen dil tu hay nadan janan
ham bhi kya sada thhay hamney yeh samajh rakha tha
gham-e-dauran say juda hay gham-e-jana janan
har koi apnee hi awaz sey kanp uthta hay
har koi apnay hi saey say harasan janan
jisko daikho vohi zanjeer bapa lagta hay
shehr ka shehr hua dakhal-e-zindan janan
ab taira zikr bhi shayad hi ghazal main aey
aur say aur huay dard k unwan janan
ham k roothy hui rut ko bhi mana laitey they
ham ney daikha hi na tha mausam-e-hijran janan
hosh aya tu sabhi khawab thay raiza raiza
jaisay urtay huay auraq-e-parisha
janan...!!!

Tanha.dil- FORUMPK MEMBER
- Posts : 145
Join date : 2011-04-16
Age : 38
Location : Lahore
Re: first page of my diary...
Superbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb
anaarkali2011- JUNIOR MEMBER
- Posts : 81
Join date : 2011-03-05
Age : 37
Location : Faisalabad-Pakistan
Re: first page of my diary...
Thanks For Liking....[i][center]
Tanha.dil- FORUMPK MEMBER
- Posts : 145
Join date : 2011-04-16
Age : 38
Location : Lahore
Re: first page of my diary...
u r most wlcm
anaarkali2011- JUNIOR MEMBER
- Posts : 81
Join date : 2011-03-05
Age : 37
Location : Faisalabad-Pakistan
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|